ACHAY INSAN BANEIN

Regular price
Rs.376.00
Sale price
Rs.376.00
Regular price
Rs.420.00
Sold out
Unit price
Quantity must be 1 or more

Zindagi mukhtasir hay adawat or izteerab main guzrey tau bay faiz bhi kehlaey giPur asar or musbat zindagi kay safar main kisi rah numa or dost ka sath khush kismati se kam nahi Syed musarrat ali ki ye tehriry kawash aik rah numa dost jaisi hai jo dil ki awaz sunney or es pr amal kar k acha insaan banny ki dawat deti hai Es kitab ka bunyadi mosu insaan hay musannif insaniyat k AAlla asul or insani Zindagi ka Nasbulain neehayat dil chasp peray main bakhubi baiyan kartey hain musannif ka kehna hai kay hamari awaleen pehchan insaniyat hay or ye he pehchan hamian duniya kay har fard say aik rishtey main mansilk karti hay insaniyat ka ye rishtay ki manand hay jis ki sachai mohabbat or ahtram say hoti hay jo khuloos or afoo dar guzar ki faza main pannapta hay or ache akhlaq kay zare saya parwan charhta hay.Ache insan banen ye qool musannif aik yaad dahani hay jeeny ka hunar sekhany waly inaan ki jadojehad yaad dahani musbat rah par gamzan hony ki khuwaish or azmaish ki yaad dahani mohbbat o