Karwan-e-Urdu: Pehli say Athween Jamaat kay leay Urdu Ka naya silsila Qomi zuban say muhabat or eski tadrees ko dilkash banany kayleay KARWAN-E-URDU mehv-e-safar hay. Jiska her qadam qomi zuban ki muhabat or farogh main sang-e-meel sabit hoga. Karwan-e-Urdu darsi kutub ka silsila hy jismain Jaamat Awal ta Hashtum ki khubsorat, talba ki dost our rehnuma, dilchasp sargarmiyon per mabni nafees kutub shamil hain. Yah kutub Urdu Tadrees ko moassar, ba-maqsad, meari or dilchasp babay kayley asataza-e-kraam ki maavinat ka leay tamam kutub ki rehnomay asataza bhi tarteeb dee gae hain.
- Choosing a selection results in a full page refresh.
- Press the space key then arrow keys to make a selection.
- Use left/right arrows to navigate the slideshow or swipe left/right if using a mobile device